Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai Lyrics : Wo Bulati Hai Magar Jaane Ka Nahi Lyrics Rahat Indori | Ghazal Poetry Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai – This is the Ghazal by Dr Rahat Indori
Table of Contents
Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai Credit
Poetry Title : | Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai Lyrics |
Singer : | Rahat Indori |
Written By : | Rahat Indori |
Music Label : | Dr. Rahat Indori |
Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai Lyrics in Hindi
बुलाती है मगर जाने का नइ
ये दुनिया है इधर जाने का नइ
मेरे बेटे किसी से इश्क़ कर
मगर हद से गुजर जाने का नइ
कुशादा ज़र्फ़ होना चाहिए
छलक जाने का भर जाने का नइ
सितारें नोच कर ले जाऊँगा
मैं खाली हाथ घर जाने का नइ
वबा फैली हुई है हर तरफ
अभी माहौल मर जाने का नइ
वो गर्दन नापता है नाप ले
मगर जालिम से डर जाने का नइ
Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai Lyrics in English
Bulati hai magar jaane ka nai
Ye duniya hai idhar jaane ka nai
Mere bete kisi se ishq kar
Magar had se gujar jaane ka nai
Kushaada zarf hona chahiye
Chhalak jaane ka bhar jaane ka Nai
Sitare noch kar le jaaunga
Mein khali haath ghar jaane waala nai
Waba faili hui hai har taraf
Abhi maahaul mar jaane ka nai
Wo gardan naapta hai, naap le
Magar zaalim se dar jaane ka nai
- Also Read : Pata Nahi ji Konsa Nasha Karta Hai Lyrics